Wednesday, September 7, 2011

Re: (Attock VU Group) Poetry Corner....!!!!!!!!!!!!

Woh roya to buht magar mujhse munh morr ke roya,
Koi majboori hogi jo Dil torr ke roya,

Mere saamne kar diye mere tasvar ke tukre tukre,
Pata laga mere peeche woh unko jorr ke roya,

Jo muskuraya tha meri maot ki khabar sun kar,
Laash dekh kar meri woh apni jaan torr ke roya,

Huwa jab usay ehsaas apni sangeen ghalti ka,
Suna he qabar pe meri woh haath jorr ke roya.





On Wed, Sep 7, 2011 at 1:04 PM, bc110200814 Hafiz Muhammad Haris <bc110200814@vu.edu.pk> wrote:
shugufta achi poettry ka zok khtam ho jata hai ap itni poettry na kia kro yar esy

On Wed, Sep 7, 2011 at 10:57 PM, Madiha Malik <mc110203633@vu.edu.pk> wrote:
Junoon-e-ishq tha to kat jati thi raat baato mein..!

Saza-e-ishq mili to har lamha sadiyo jesa lagne laga


On Wed, Sep 7, 2011 at 10:50 AM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:

Dard to bahot diye hai us ne hamein.
Per en dardo ka dil pe koi zakhm nahi
Dil zakhmi hai tu sirf es liye ke.
Humare Kami ka unhe koi gham nahi..

On Wed, Sep 7, 2011 at 10:28 AM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
hmmmmmmmmm ap ki kya hi bat ha g 

Aati Hai Chahto Ki Kahani Pe Ab Hasi
Tum Se Bichar Ke Soch Ke Rukh Bhi Badal Gaye
Ab Tum Ko Dekh Kar Bhi Dharakta Nahi Hai Dil
Tum Wo Nahi Rahe Ke Mere Dukh Badal Gaye


On Wed, Sep 7, 2011 at 10:15 AM, Shazia <shazia277@gmail.com> wrote:
nice by all............








On Wed, Sep 7, 2011 at 8:04 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:

Wo Tou Baarish Ki
Boondai'n Dekh Kr
Khush Hota Hy

Us Ko Kia Maloom k
Hr Girny Wala Qatra
Paani Nahi Hota …


On Wed, Sep 7, 2011 at 9:36 AM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:

Is bar bhi barish khoob khob hui aur badal toot k barsa tha

galyan koochy jal thal thy par soch ka darya paysa tha

band darwazon k shishon pe jab boondon ne dastak di

ehsas hua tum aye ho andaz tmhary jesa tha


On Wed, Sep 7, 2011 at 9:30 AM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
zara si baat dair tak rulati rahi
Hansi me bhi aankhe aansu bahati rhi,
Koi kho k mil gya,koi mil K kho gya,,
Zindagi hamko bas aise Hi aazmati rahi..!!


On Wed, Sep 7, 2011 at 9:26 AM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
GuZar Jaye Gi Zindagi "Us" Kay "Baghair" Bhi"Faraz
"
Woh" "Hasrat-E-Zindagi" Hai "Shart-E-Zindagi" To Nahi..!!!


On Wed, Sep 7, 2011 at 9:22 AM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
Honto ki Hansi ko Na Samajh Haqeeqat-E-Zindgi..! 

Mere Dil Men Utar k Dekh Men kitna Udaas hon


On Wed, Sep 7, 2011 at 9:22 AM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:

Kitab_e_ISHQ likhun or tere naam krdon

Tamam umar ka hisa b tery naam krdon

Tere pas waqt nahi meri zat k liye

Main zindgi ki har ik Sans tere nam kr don.

On Wed, Sep 7, 2011 at 9:20 AM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:

Yun Bhi Hua Hai Raat Ko Jab Log So Gaye,
Tanhai Aur Main Teri Yaadon Me Kho Gaye,


Aa Daikh Tujh Se Log Jo Rehty Thay Door Door,
Saaye Me Teri Zulf K Chup Chaap So Gaye,


Hum Wo Jo Saarey Shehar K Karty Thay Faisley,
Hum Log Teri Chaah Mein Ruswa Bhi Ho Gaye,


Tum Kya Gaye K Waqt Ka Ehsaas Marr Gya,
Raaton Ko Jaagtey Rahey Aur Din Ko So Gaye,


Ab Zindgi K Safar Mein Dhoonda Karen Gey Log Hamen.
Arzaan Huey Hain Itney K Nayaab Ho Gaye…

On Wed, Sep 7, 2011 at 9:19 AM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
umair bhi r u there?

On Wed, Sep 7, 2011 at 9:10 AM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
NA POCHO HUMSE KOI BAAT K ZINDAGI KHUD 
IK SAWAL BAN K REH GAI HAN..................

On Wed, Sep 7, 2011 at 9:08 AM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
Tumharay chashum tumharay badlay huway lahjay ki gawahe nahe dyty 
Main Kasay Maan Lu tumhay muj say muhabbat nahe......................


On Wed, Sep 7, 2011 at 9:06 AM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
Saray Shaab he Charago ko bhooja diya karo 
Suna hai Dill Khafa ho tu mahfilay achi nhe lagty


On Wed, Sep 7, 2011 at 7:12 AM, Mudassar Malik <mmalik.vu@gmail.com> wrote:
hmm...nice poetry sister....

On Wed, Sep 7, 2011 at 7:10 PM, mc110203934 Saira Anjum <mc110203934@vu.edu.pk> wrote:
usa kahna
han


han
main wohe hown
jis na tum ko
apna mana tah
usa kahna han main wohe houn
jis ko MUHABAAT ni mile




On 9/7/11, Mudassar Malik <mmalik.vu@gmail.com> wrote:
> Nice Poetry Umair brother....

No comments:

Post a Comment